Yun tumse milkar aaj woh puraani baatein yaad aa gaye ,
Woh wafayein yaad gaye , woh deewane yaad aa gaye.
Shayad tumhe bissra diya thha, tumhare shabd yaad aa gaye,
Miley jo thhe kisi mehfil mein kabhi, woh taraane yaad aa gaye.
Bhuley nahin jo hum kabhi, woh nazraane aaj yaad aa gaye,
Bataye nahin jo kissey kabhi, woh afsaane yaad aa gaye.
Dekhe thhe jo khwab kabhi, woh bulandiyaan yaad aa gaye,
Ki nahin kabhi shikayat jinse, woh anjaane yaad aa gaye.
Gul jo murjhaaye thhe kabhi, woh bahaarein yaad aa gaye,
Dil k kisi koney mein sajaaye huye armaan aaj yaad aa gaye.
Tumhari woh muskurahat , woh giley shikwe yaad aa gaye,
Yun tumse milkar aaj woh beetey zamaane yaad aa gaye.
Comments
Good one Anwesha.. Every time i come to ur blog, first thing i love is ur name ..;)
CHeers..
i really marvel people who can write sensible n impactful Hindi poetry!
this one i really liked:-)
hum to kayal hein hi
:P
tumhare alfaz mera dil le gayee...
TC
Dats the first hindi post im seeing and its really awesome.
i love it. *beautiful*
xoxo