Skip to main content

Posts

Showing posts from September, 2011

TUM YAAD AA GAYE

Yun tumse milkar aaj woh puraani baatein yaad aa gaye , Woh wafayein yaad gaye , woh deewane yaad aa gaye. Shayad tumhe bissra diya thha, tumhare shabd yaad aa gaye,  Miley jo thhe kisi mehfil mein kabhi, woh taraane yaad aa gaye. Bhuley nahin jo hum kabhi, woh nazraane aaj yaad aa gaye, Bataye nahin jo kissey kabhi, woh afsaane yaad aa gaye. Dekhe thhe jo khwab kabhi, woh bulandiyaan yaad aa gaye, Ki nahin kabhi shikayat jinse, woh anjaane yaad aa gaye. Gul jo murjhaaye thhe kabhi, woh bahaarein yaad aa gaye, Dil k kisi koney mein sajaaye huye armaan aaj yaad aa gaye. Tumhari woh muskurahat , woh giley shikwe yaad aa gaye, Yun tumse milkar aaj woh beetey zamaane yaad aa gaye.

THE OTHER WOMAN

On mornings like this, When gentle streaks of light Play hide and seek with darkness, I crave to hold you real tight. And never let you go. In a spur, I abandon my hesitation, Cross the space between us. You often take cue  and recoil, Just like my true lovesick man. Slowly our tale begins and then I hear you whisper a name With passion and trepidation. I pause , I listen. It isn’t mine, someone else’s. Fantasy shatters, heartache entails. On waking up, you forget all. I act like I know nothing at all.  Pic Courtesy : Google